Surah Al-Araf Verse 57 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Arafوَهُوَ ٱلَّذِي يُرۡسِلُ ٱلرِّيَٰحَ بُشۡرَۢا بَيۡنَ يَدَيۡ رَحۡمَتِهِۦۖ حَتَّىٰٓ إِذَآ أَقَلَّتۡ سَحَابٗا ثِقَالٗا سُقۡنَٰهُ لِبَلَدٖ مَّيِّتٖ فَأَنزَلۡنَا بِهِ ٱلۡمَآءَ فَأَخۡرَجۡنَا بِهِۦ مِن كُلِّ ٱلثَّمَرَٰتِۚ كَذَٰلِكَ نُخۡرِجُ ٱلۡمَوۡتَىٰ لَعَلَّكُمۡ تَذَكَّرُونَ
aur wo aisa hai ki apni baraan rehmath se pehle hawaao ko bhejta hai ke wo khush kar deti hai, yaha tak ke jab wo hawaaye bhari baadalo ko utha leti hai, to hum us baadal ko kisi qushk sar-zameen ki taraf haank le jaate hai, phir us baadal se pani barsaate hai, phir us paani se har qism ke phal nikalte hai, yo hee hum murdo ko nikaal khada karenge, ta ke tum samjho