Surah Al-Araf Verse 70 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Arafقَالُوٓاْ أَجِئۡتَنَا لِنَعۡبُدَ ٱللَّهَ وَحۡدَهُۥ وَنَذَرَ مَا كَانَ يَعۡبُدُ ءَابَآؤُنَا فَأۡتِنَا بِمَا تَعِدُنَآ إِن كُنتَ مِنَ ٱلصَّـٰدِقِينَ
Unhon ne jawab diya “kya tu hamare paas is liye aaya hai ke hum akele Allah hi ki ibadat karein aur unhein chodh dein jinki ibadat hamare baap dada karte aaye hain? Accha to ley aa woh azaab jiski tu humein dhamki deta hai agar tu saccha hai”