Surah Al-Araf Verse 71 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Arafقَالَ قَدۡ وَقَعَ عَلَيۡكُم مِّن رَّبِّكُمۡ رِجۡسٞ وَغَضَبٌۖ أَتُجَٰدِلُونَنِي فِيٓ أَسۡمَآءٖ سَمَّيۡتُمُوهَآ أَنتُمۡ وَءَابَآؤُكُم مَّا نَزَّلَ ٱللَّهُ بِهَا مِن سُلۡطَٰنٖۚ فَٱنتَظِرُوٓاْ إِنِّي مَعَكُم مِّنَ ٱلۡمُنتَظِرِينَ
Usne kaha “tumhare Rubb ki phitkar tum par padh gayi aur uska gazab toot pada, kya tum mujhse un naamo (names) par jhagadte ho jo tumne aur tumhare baap dada ne rakh liye hain, jinke liye Allah ne koi sanad nazil nahin ki hai. Accha to tum bhi intezaar karo aur main bhi tumhare saath intezaar karta hoon”