Surah Al-Araf Verse 71 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Arafقَالَ قَدۡ وَقَعَ عَلَيۡكُم مِّن رَّبِّكُمۡ رِجۡسٞ وَغَضَبٌۖ أَتُجَٰدِلُونَنِي فِيٓ أَسۡمَآءٖ سَمَّيۡتُمُوهَآ أَنتُمۡ وَءَابَآؤُكُم مَّا نَزَّلَ ٱللَّهُ بِهَا مِن سُلۡطَٰنٖۚ فَٱنتَظِرُوٓاْ إِنِّي مَعَكُم مِّنَ ٱلۡمُنتَظِرِينَ
unhone farmaya ke bas ab tum par Allah ki taraf se azaab aur ghazab aaya hee chaahta hai, kya tum mujh se aise naamo ke baab mein jhagadte ho jin ko tum ne aur tumhaare baap daado ne tehra liya hai? un ke maboodh hone ki Allah ne koyi daleel nahi bheji, so tum muntazir raho main bhi tumhaare saath intezaar kar raha hoon