Surah Al-Araf Verse 69 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Arafأَوَعَجِبۡتُمۡ أَن جَآءَكُمۡ ذِكۡرٞ مِّن رَّبِّكُمۡ عَلَىٰ رَجُلٖ مِّنكُمۡ لِيُنذِرَكُمۡۚ وَٱذۡكُرُوٓاْ إِذۡ جَعَلَكُمۡ خُلَفَآءَ مِنۢ بَعۡدِ قَوۡمِ نُوحٖ وَزَادَكُمۡ فِي ٱلۡخَلۡقِ بَصۜۡطَةٗۖ فَٱذۡكُرُوٓاْ ءَالَآءَ ٱللَّهِ لَعَلَّكُمۡ تُفۡلِحُونَ
Kya tumhein is baat par tajjub hua ke tumhare paas khud tumhari apni qaum ke ek aadmi ke zariye se tumhare Rubb ki yaad dehani aayi taa-ke woh tumhein khabardaar karey? Bhool na jao ke tumhare Rubb ne Nooh ki qaum ke baad tumko uska jaanasheen(successors) banaya aur tumhein khoob tano-mand kiya(amply increased you in stature) , pas Allah ki qudrat ke karishmon ko yaad rakkho, umeed hai ke falaah paogey”