Surah Al-Araf Verse 69 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Arafأَوَعَجِبۡتُمۡ أَن جَآءَكُمۡ ذِكۡرٞ مِّن رَّبِّكُمۡ عَلَىٰ رَجُلٖ مِّنكُمۡ لِيُنذِرَكُمۡۚ وَٱذۡكُرُوٓاْ إِذۡ جَعَلَكُمۡ خُلَفَآءَ مِنۢ بَعۡدِ قَوۡمِ نُوحٖ وَزَادَكُمۡ فِي ٱلۡخَلۡقِ بَصۜۡطَةٗۖ فَٱذۡكُرُوٓاْ ءَالَآءَ ٱللَّهِ لَعَلَّكُمۡ تُفۡلِحُونَ
aur kya tum is baath se taajjub karte ho ke tumhaare parvardigaar ki taraf se tumhaare paas ek aise shaqs ki maarifath, jo tumhaari hee jins ka hai koyi nasihath ki baath aa gayi ta ke wo shaqs tum ko daraaye aur tum ye haalath yaad karo ke Allah ne tum ko khaum nuh ke baadh jaanasheen banaaya aur del dol5 mein tum ko phailaao zyaada diya, so Allah ki nemato ko yaad karo ta ke tum ko falaah ho