Surah Al-Araf Verse 74 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Arafوَٱذۡكُرُوٓاْ إِذۡ جَعَلَكُمۡ خُلَفَآءَ مِنۢ بَعۡدِ عَادٖ وَبَوَّأَكُمۡ فِي ٱلۡأَرۡضِ تَتَّخِذُونَ مِن سُهُولِهَا قُصُورٗا وَتَنۡحِتُونَ ٱلۡجِبَالَ بُيُوتٗاۖ فَٱذۡكُرُوٓاْ ءَالَآءَ ٱللَّهِ وَلَا تَعۡثَوۡاْ فِي ٱلۡأَرۡضِ مُفۡسِدِينَ
Yaad karo woh waqt jab Allah ne qaum e Aad ke baad tumhein uska jaanasheen (successors) banaya aur tumko zameen mein yeh manzilat bakshi ke aaj tum uske humwaar maidaano mein aali shaan mehal banate aur uske pahadon ko makanaat ki shakal mein tarashte ho. Pas uski qudrat ke karishmon se gaafil na ho jao aur zameen mein fasaad barpa na karo.”