Surah Al-Araf Verse 74 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Arafوَٱذۡكُرُوٓاْ إِذۡ جَعَلَكُمۡ خُلَفَآءَ مِنۢ بَعۡدِ عَادٖ وَبَوَّأَكُمۡ فِي ٱلۡأَرۡضِ تَتَّخِذُونَ مِن سُهُولِهَا قُصُورٗا وَتَنۡحِتُونَ ٱلۡجِبَالَ بُيُوتٗاۖ فَٱذۡكُرُوٓاْ ءَالَآءَ ٱللَّهِ وَلَا تَعۡثَوۡاْ فِي ٱلۡأَرۡضِ مُفۡسِدِينَ
aur tum ye haalath yaad karo ke Allah ta’ala ne tum ko aadh ke baadh jaanasheen banaaya aur tum ko zameen par rehne ka thikaana diya, ke narm zameen par mahel banaate ho, aur pahaado ko taraash taraash kar un mein ghar banaate ho, so Allah ta’ala ki nemato ko yaad karo aur zameen mein fasaad math phailaao