Surah Al-Muddathir Verse 31 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi
Surah Al-Muddathirوَمَا جَعَلۡنَآ أَصۡحَٰبَ ٱلنَّارِ إِلَّا مَلَـٰٓئِكَةٗۖ وَمَا جَعَلۡنَا عِدَّتَهُمۡ إِلَّا فِتۡنَةٗ لِّلَّذِينَ كَفَرُواْ لِيَسۡتَيۡقِنَ ٱلَّذِينَ أُوتُواْ ٱلۡكِتَٰبَ وَيَزۡدَادَ ٱلَّذِينَ ءَامَنُوٓاْ إِيمَٰنٗا وَلَا يَرۡتَابَ ٱلَّذِينَ أُوتُواْ ٱلۡكِتَٰبَ وَٱلۡمُؤۡمِنُونَ وَلِيَقُولَ ٱلَّذِينَ فِي قُلُوبِهِم مَّرَضٞ وَٱلۡكَٰفِرُونَ مَاذَآ أَرَادَ ٱللَّهُ بِهَٰذَا مَثَلٗاۚ كَذَٰلِكَ يُضِلُّ ٱللَّهُ مَن يَشَآءُ وَيَهۡدِي مَن يَشَآءُۚ وَمَا يَعۡلَمُ جُنُودَ رَبِّكَ إِلَّا هُوَۚ وَمَا هِيَ إِلَّا ذِكۡرَىٰ لِلۡبَشَرِ
Hum ney dozakh kay daroghy say farishtay rakhein hein aur hum ney unki tadad sirf kafiron ki azmaish kay liye mukarrar ki hay takay ahl e kitab yaqeen ker lein.aur ahl e eman kay eman mein asafa ho jay aur ahl e kitab aur ahl e eman shak na kerien aur jin kay dilon mein bimari hay wo aur kafir kahein kay is biyan say Allah Talah jissy chata hay ghumrah kerta hay aur jissy chata hay hidayat dyta hay tery rab kay lashkaron ko us kay siwa koi nahi janta yeh to kul bani adam kay liye sar a sar pind o nasehat hay