Surah At-Taubah Verse 90 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah At-Taubahوَجَآءَ ٱلۡمُعَذِّرُونَ مِنَ ٱلۡأَعۡرَابِ لِيُؤۡذَنَ لَهُمۡ وَقَعَدَ ٱلَّذِينَ كَذَبُواْ ٱللَّهَ وَرَسُولَهُۥۚ سَيُصِيبُ ٱلَّذِينَ كَفَرُواْ مِنۡهُمۡ عَذَابٌ أَلِيمٞ
Badwi (bedouins) arabon mein se bhi bahut se log aaye jinhon ne uzar (excuse) kiye taa-ke unhein bhi pichey reh janey ki ijazat di jaye is tarah baith rahey woh log jinhon ne Allah aur uske Rasool se iman ka jhoota ahad kiya tha. In badwiyon (bedouins) mein se jin logon ne kufr ka tareeqa ikhtiyar kiya hai anqareeb woh dardnaak saza se do-chaar hongey