Surah At-Taubah Verse 91 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah At-Taubahلَّيۡسَ عَلَى ٱلضُّعَفَآءِ وَلَا عَلَى ٱلۡمَرۡضَىٰ وَلَا عَلَى ٱلَّذِينَ لَا يَجِدُونَ مَا يُنفِقُونَ حَرَجٌ إِذَا نَصَحُواْ لِلَّهِ وَرَسُولِهِۦۚ مَا عَلَى ٱلۡمُحۡسِنِينَ مِن سَبِيلٖۚ وَٱللَّهُ غَفُورٞ رَّحِيمٞ
Zaeef (old) aur beemar log aur woh log jo shirkat e jihad ke liye raah nahin paatey, agar peechey reh jayein to koi harj nahin jabke woh khuloos e dil ke saath Allah aur uske Rasool ke wafadaar hon. Aisey mohsineen par aitraz ki koi gunjaish nahin hai aur Allah darguzar karne wala aur reham farmane wala hai