Surah Al-Maeda Verse 106 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaيَـٰٓأَيُّهَا ٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ شَهَٰدَةُ بَيۡنِكُمۡ إِذَا حَضَرَ أَحَدَكُمُ ٱلۡمَوۡتُ حِينَ ٱلۡوَصِيَّةِ ٱثۡنَانِ ذَوَا عَدۡلٖ مِّنكُمۡ أَوۡ ءَاخَرَانِ مِنۡ غَيۡرِكُمۡ إِنۡ أَنتُمۡ ضَرَبۡتُمۡ فِي ٱلۡأَرۡضِ فَأَصَٰبَتۡكُم مُّصِيبَةُ ٱلۡمَوۡتِۚ تَحۡبِسُونَهُمَا مِنۢ بَعۡدِ ٱلصَّلَوٰةِ فَيُقۡسِمَانِ بِٱللَّهِ إِنِ ٱرۡتَبۡتُمۡ لَا نَشۡتَرِي بِهِۦ ثَمَنٗا وَلَوۡ كَانَ ذَا قُرۡبَىٰ وَلَا نَكۡتُمُ شَهَٰدَةَ ٱللَّهِ إِنَّآ إِذٗا لَّمِنَ ٱلۡأٓثِمِينَ
aye imaan waalo! tumhaare aapas mein do shaqs ka gawaah hona munaasib hai, jab ke tum mein se kisi ko mauth aane lage, aur wasiyath karne ka waqth ho, wo do shaqs aise ho, ke deendaar ho, qaah tum mein se ho, ya ghair logo mein se do shaqs ho, agar tum kahi safar mein gaye ho aur tumhe mauth aa jaaye, agar tum ko shuba ho to un duno ko baadh namaaz rok lo phir duno Allah ki qasam khaaye ke hum is qasam ke ewaz koyi nafa nahi lena chaahte agar che koyi qaraabatdaar bhi ho aur Allah tala ki baath ko hum poshida na karenge, hum us haalath mein saqth gunehgaar honge