Surah Al-Maeda Verse 107 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaفَإِنۡ عُثِرَ عَلَىٰٓ أَنَّهُمَا ٱسۡتَحَقَّآ إِثۡمٗا فَـَٔاخَرَانِ يَقُومَانِ مَقَامَهُمَا مِنَ ٱلَّذِينَ ٱسۡتَحَقَّ عَلَيۡهِمُ ٱلۡأَوۡلَيَٰنِ فَيُقۡسِمَانِ بِٱللَّهِ لَشَهَٰدَتُنَآ أَحَقُّ مِن شَهَٰدَتِهِمَا وَمَا ٱعۡتَدَيۡنَآ إِنَّآ إِذٗا لَّمِنَ ٱلظَّـٰلِمِينَ
phir agar us ki ittela ho ke wo duno gawaah kisi gunaah ke murtakib hoye hai to un logo mein se jin ke muqaable mein gunaah ka irtekaab hoa tha aur do shaqs jo sab mein qareeb-tar hai jahaan wo duno khade hoye thein, ye duno khade ho phir duno Allah ki qasam khaaye ke bil-yaqeen hamaari ye qasam un duno ki us qasam se zyaada raast hai aur hum ne zara tajaawuz nahi kiya, hum us haalath mein saqt zaalim honge