Surah Al-Maeda Verse 107 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Maedaفَإِنۡ عُثِرَ عَلَىٰٓ أَنَّهُمَا ٱسۡتَحَقَّآ إِثۡمٗا فَـَٔاخَرَانِ يَقُومَانِ مَقَامَهُمَا مِنَ ٱلَّذِينَ ٱسۡتَحَقَّ عَلَيۡهِمُ ٱلۡأَوۡلَيَٰنِ فَيُقۡسِمَانِ بِٱللَّهِ لَشَهَٰدَتُنَآ أَحَقُّ مِن شَهَٰدَتِهِمَا وَمَا ٱعۡتَدَيۡنَآ إِنَّآ إِذٗا لَّمِنَ ٱلظَّـٰلِمِينَ
Lekin agar pata chal jaye ke in dono ne apne aap ko gunaah mein mubtila kiya hai to phir inki jagah do aur shaks jo inki ba-nisbat shahadat dene ke liye ehal-tar hon un logon mein se khade hon jinki haqq talfi hui ho, aur who khuda ki qasam kha kar kahen ke “hamari shahadat unki shahadat se zyada bar-haqq hai aur humne apni gawahi mein koi zyadati nahin ki hai, agar hum aisa karein to zalimon mein se hongey”