Surah Al-Maeda Verse 108 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Maedaذَٰلِكَ أَدۡنَىٰٓ أَن يَأۡتُواْ بِٱلشَّهَٰدَةِ عَلَىٰ وَجۡهِهَآ أَوۡ يَخَافُوٓاْ أَن تُرَدَّ أَيۡمَٰنُۢ بَعۡدَ أَيۡمَٰنِهِمۡۗ وَٱتَّقُواْ ٱللَّهَ وَٱسۡمَعُواْۗ وَٱللَّهُ لَا يَهۡدِي ٱلۡقَوۡمَ ٱلۡفَٰسِقِينَ
Is tareeqe se zyada tawaqqu ki ja sakti hai ke log theek theek shahadat denge, ya kam az kam is baat hi ka khauff karenge ke unki kasamon ke baad dusri kasamon se kahin unki tardeed na ho jaye. Allah se daro aur suno, Allah nafarmani karne walon ko apni rehnumayi se mehroom kar deta nahin hai