Surah Al-Maeda Verse 108 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaذَٰلِكَ أَدۡنَىٰٓ أَن يَأۡتُواْ بِٱلشَّهَٰدَةِ عَلَىٰ وَجۡهِهَآ أَوۡ يَخَافُوٓاْ أَن تُرَدَّ أَيۡمَٰنُۢ بَعۡدَ أَيۡمَٰنِهِمۡۗ وَٱتَّقُواْ ٱللَّهَ وَٱسۡمَعُواْۗ وَٱللَّهُ لَا يَهۡدِي ٱلۡقَوۡمَ ٱلۡفَٰسِقِينَ
ye qareeb zarya hai us amr ka ke wo log waaqe ko theek taur par zaaher kare ya us se dar jaaye ke un se qasme lene ke baadh qasme ulti pad jayengi aur Allah ta’ala se daro aur suno aur Allah ta’ala faasiq logo ko hidaayath nahi karta