Surah Al-Maeda Verse 14 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Maedaوَمِنَ ٱلَّذِينَ قَالُوٓاْ إِنَّا نَصَٰرَىٰٓ أَخَذۡنَا مِيثَٰقَهُمۡ فَنَسُواْ حَظّٗا مِّمَّا ذُكِّرُواْ بِهِۦ فَأَغۡرَيۡنَا بَيۡنَهُمُ ٱلۡعَدَاوَةَ وَٱلۡبَغۡضَآءَ إِلَىٰ يَوۡمِ ٱلۡقِيَٰمَةِۚ وَسَوۡفَ يُنَبِّئُهُمُ ٱللَّهُ بِمَا كَانُواْ يَصۡنَعُونَ
Isi tarah humne un logon se bhi pukhta ahad liya tha jinhon ne kaha tha ke “hum nasara (christians) hain” magar unko bhi jo sabaq yaad karaya gaya tha uska ek bada hissa unhon ne faramosh kardiya. Aakhir e kaar humne unke darmiyan qayamat tak ke liye dushmani aur aapas ke bugz o inaad (spite) ka beej bo (seed sow) diya, aur zaroor ek waqt aayega jab Allah unhein batayega ke woh duniya mein kya banate rahey hain