Surah Al-Maeda Verse 14 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaوَمِنَ ٱلَّذِينَ قَالُوٓاْ إِنَّا نَصَٰرَىٰٓ أَخَذۡنَا مِيثَٰقَهُمۡ فَنَسُواْ حَظّٗا مِّمَّا ذُكِّرُواْ بِهِۦ فَأَغۡرَيۡنَا بَيۡنَهُمُ ٱلۡعَدَاوَةَ وَٱلۡبَغۡضَآءَ إِلَىٰ يَوۡمِ ٱلۡقِيَٰمَةِۚ وَسَوۡفَ يُنَبِّئُهُمُ ٱللَّهُ بِمَا كَانُواْ يَصۡنَعُونَ
aur jo apne aap ko nasrani kehte hai,hum ne un se bhi ahad wa paima liya,unhone bhi us ka bada hissa faramosh kar diya jo unhe nasihath ki gai thi,tuh hum ne bhi un ke aapas mein baghz wa adaawath dal di jo ta qayaamath rahegi, aur jo kuch ye karte thein an-qareeb Allah tala inhe sub bata dega