Surah Al-Maeda Verse 13 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaفَبِمَا نَقۡضِهِم مِّيثَٰقَهُمۡ لَعَنَّـٰهُمۡ وَجَعَلۡنَا قُلُوبَهُمۡ قَٰسِيَةٗۖ يُحَرِّفُونَ ٱلۡكَلِمَ عَن مَّوَاضِعِهِۦ وَنَسُواْ حَظّٗا مِّمَّا ذُكِّرُواْ بِهِۦۚ وَلَا تَزَالُ تَطَّلِعُ عَلَىٰ خَآئِنَةٖ مِّنۡهُمۡ إِلَّا قَلِيلٗا مِّنۡهُمۡۖ فَٱعۡفُ عَنۡهُمۡ وَٱصۡفَحۡۚ إِنَّ ٱللَّهَ يُحِبُّ ٱلۡمُحۡسِنِينَ
phir un ke ahad shikni ki wajeh se hum ne un par apni lanath nazil farma di aur un ke dil saqth kar diye ke wo kalam ko us ki jageh se badal dalte hai aur jo kuch nasihath unhe ki gai thi us ka bahuth bada hissa bhula baite,un ki ek na ek qayaanath par tujhe ittela milti hee rahegi,haan thode se aise nahi bhi hai,pus tu unhe maf karta ja aur darguzar karta reh, be-shak Allah tala ehsan karne walo ko dosth rakhta hai