Surah Al-Maeda Verse 18 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaوَقَالَتِ ٱلۡيَهُودُ وَٱلنَّصَٰرَىٰ نَحۡنُ أَبۡنَـٰٓؤُاْ ٱللَّهِ وَأَحِبَّـٰٓؤُهُۥۚ قُلۡ فَلِمَ يُعَذِّبُكُم بِذُنُوبِكُمۖ بَلۡ أَنتُم بَشَرٞ مِّمَّنۡ خَلَقَۚ يَغۡفِرُ لِمَن يَشَآءُ وَيُعَذِّبُ مَن يَشَآءُۚ وَلِلَّهِ مُلۡكُ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضِ وَمَا بَيۡنَهُمَاۖ وَإِلَيۡهِ ٱلۡمَصِيرُ
yahod wa nasara kehte hai ke hum Allah ke bete aur us ke dosth hai,aap keh dijiye ke phir tumhe tumhare gunaho ke ba’es Allah kyo saza deta hai ?nahi balke tum bhi us ki maqloq mein se ek insan ho, wo jise chahta hai baqsh deta hai aur jise chahta hai azaab karta hai,zamin wa asman aur un ke darmiyan ki har chiz Allah tala ki milkiyath hai aur osi ki taraf lautna hai