Surah Al-Maeda Verse 17 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaلَّقَدۡ كَفَرَ ٱلَّذِينَ قَالُوٓاْ إِنَّ ٱللَّهَ هُوَ ٱلۡمَسِيحُ ٱبۡنُ مَرۡيَمَۚ قُلۡ فَمَن يَمۡلِكُ مِنَ ٱللَّهِ شَيۡـًٔا إِنۡ أَرَادَ أَن يُهۡلِكَ ٱلۡمَسِيحَ ٱبۡنَ مَرۡيَمَ وَأُمَّهُۥ وَمَن فِي ٱلۡأَرۡضِ جَمِيعٗاۗ وَلِلَّهِ مُلۡكُ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضِ وَمَا بَيۡنَهُمَاۚ يَخۡلُقُ مَا يَشَآءُۚ وَٱللَّهُ عَلَىٰ كُلِّ شَيۡءٖ قَدِيرٞ
yeqinan wo log kafir ho gae jinhone kaha ke Allah hee masih ibn maryam hai,aap un se keh dijiye ke agar Allah tala masih bin maryam aur us ki waleda aur ro-ye zamin ke sub logo ko halak kar dena chahe tuh kaun hai jo Allah tala par kuch bhi eqtiyar rakhta ho?asman wa zamin aur duno ke darmiyan ka kul mulk Allah tala hee ka hai jo chahta hai paida karta hai aur Allah tala har chiz par qaadir hai