Surah Al-Maeda Verse 18 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Maedaوَقَالَتِ ٱلۡيَهُودُ وَٱلنَّصَٰرَىٰ نَحۡنُ أَبۡنَـٰٓؤُاْ ٱللَّهِ وَأَحِبَّـٰٓؤُهُۥۚ قُلۡ فَلِمَ يُعَذِّبُكُم بِذُنُوبِكُمۖ بَلۡ أَنتُم بَشَرٞ مِّمَّنۡ خَلَقَۚ يَغۡفِرُ لِمَن يَشَآءُ وَيُعَذِّبُ مَن يَشَآءُۚ وَلِلَّهِ مُلۡكُ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضِ وَمَا بَيۡنَهُمَاۖ وَإِلَيۡهِ ٱلۡمَصِيرُ
Yahud aur nasara kehte hain ke hum Allah ke bete aur uske chahite (beloved) hain, inse pucho, phir woh tumhare gunaahon par tumhein saza kyun deta hai? Dar haqeeqat tum bhi wasie hi Insaan ho jaise aur Insaan khuda ne paida kiye hain. Woh jisey chahta hai maaf karta hai aur jisey chahta hai saza deta hai. Zameen aur aasman aur inki saari maujudaat uski milk( milkiyat) hain. Aur usi ki taraf sabko jana hai