Surah Al-Maeda Verse 4 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaيَسۡـَٔلُونَكَ مَاذَآ أُحِلَّ لَهُمۡۖ قُلۡ أُحِلَّ لَكُمُ ٱلطَّيِّبَٰتُ وَمَا عَلَّمۡتُم مِّنَ ٱلۡجَوَارِحِ مُكَلِّبِينَ تُعَلِّمُونَهُنَّ مِمَّا عَلَّمَكُمُ ٱللَّهُۖ فَكُلُواْ مِمَّآ أَمۡسَكۡنَ عَلَيۡكُمۡ وَٱذۡكُرُواْ ٱسۡمَ ٱللَّهِ عَلَيۡهِۖ وَٱتَّقُواْ ٱللَّهَۚ إِنَّ ٱللَّهَ سَرِيعُ ٱلۡحِسَابِ
aap se daryafth karte hai ke un ke liye kya kuch halal hai? aap keh dijiye ke tamam pak chize tumhare liye halal ki gai hai, aur jin shikar khelne wale janwaro ko tum ne sudhaar rakha hai yani jinhe tum thoda bahuth wo sikhate ho jis ki talim Allah tala ne tumhe de rakhi hai,pus jis shikar ko wo tumhare liye pakad kar rok rakhe,tuh tum us se khalo aur us par Allah tala ke nam ka zikr kar liya karo,aur Allah tala se darte raho,yaqinan Allah tala jald hisab lene wala hai