Surah Al-Maeda Verse 43 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Maedaوَكَيۡفَ يُحَكِّمُونَكَ وَعِندَهُمُ ٱلتَّوۡرَىٰةُ فِيهَا حُكۡمُ ٱللَّهِ ثُمَّ يَتَوَلَّوۡنَ مِنۢ بَعۡدِ ذَٰلِكَۚ وَمَآ أُوْلَـٰٓئِكَ بِٱلۡمُؤۡمِنِينَ
Aur yeh tumhein kaise hakam (Judge) banate hain jabke inke paas taurat (torah) maujood hai jismein Allah ka hukum likha hua hai aur phir yeh ussey mooh moad rahey hain? Asal baat yeh hai ke yeh log iman hi nahin rakhte