Surah Al-Maeda Verse 46 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Maedaوَقَفَّيۡنَا عَلَىٰٓ ءَاثَٰرِهِم بِعِيسَى ٱبۡنِ مَرۡيَمَ مُصَدِّقٗا لِّمَا بَيۡنَ يَدَيۡهِ مِنَ ٱلتَّوۡرَىٰةِۖ وَءَاتَيۡنَٰهُ ٱلۡإِنجِيلَ فِيهِ هُدٗى وَنُورٞ وَمُصَدِّقٗا لِّمَا بَيۡنَ يَدَيۡهِ مِنَ ٱلتَّوۡرَىٰةِ وَهُدٗى وَمَوۡعِظَةٗ لِّلۡمُتَّقِينَ
Phir humne in paigambaron ke baad Maryam ke bete Isa ko bheja , Taurat mein se jo kuch uske samne maujood tha woh uski tasdeeq karne wala tha aur humne usko Injeel ata ki jismein rehnumayi aur roshni thi aur woh bhi Taurat mein se jo kuch us waqt maujood tha uski tasdeeq karne wali thi aur khuda tars logon keliye sarasar hidayat aur naseehat thi