Surah Al-Maeda Verse 45 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Maedaوَكَتَبۡنَا عَلَيۡهِمۡ فِيهَآ أَنَّ ٱلنَّفۡسَ بِٱلنَّفۡسِ وَٱلۡعَيۡنَ بِٱلۡعَيۡنِ وَٱلۡأَنفَ بِٱلۡأَنفِ وَٱلۡأُذُنَ بِٱلۡأُذُنِ وَٱلسِّنَّ بِٱلسِّنِّ وَٱلۡجُرُوحَ قِصَاصٞۚ فَمَن تَصَدَّقَ بِهِۦ فَهُوَ كَفَّارَةٞ لَّهُۥۚ وَمَن لَّمۡ يَحۡكُم بِمَآ أَنزَلَ ٱللَّهُ فَأُوْلَـٰٓئِكَ هُمُ ٱلظَّـٰلِمُونَ
Taurat mein humne yahudiyon par yeh hukum likh diya tha ke jaan ke badle jaan, aankh ke badle aankh, naak ke badle naak, kaan ke badle kaan, daant ke badle daant, aur tamaam zakhmon ke liye barabar ka badla, phir jo qisas ka sadaqa karde to woh uske liye kaffara hai aur jo log Allah ke nazil karda kanoon ke mutabiq faisla na karein wahi zalim hain