Surah Al-Maeda Verse 45 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaوَكَتَبۡنَا عَلَيۡهِمۡ فِيهَآ أَنَّ ٱلنَّفۡسَ بِٱلنَّفۡسِ وَٱلۡعَيۡنَ بِٱلۡعَيۡنِ وَٱلۡأَنفَ بِٱلۡأَنفِ وَٱلۡأُذُنَ بِٱلۡأُذُنِ وَٱلسِّنَّ بِٱلسِّنِّ وَٱلۡجُرُوحَ قِصَاصٞۚ فَمَن تَصَدَّقَ بِهِۦ فَهُوَ كَفَّارَةٞ لَّهُۥۚ وَمَن لَّمۡ يَحۡكُم بِمَآ أَنزَلَ ٱللَّهُ فَأُوْلَـٰٓئِكَ هُمُ ٱلظَّـٰلِمُونَ
aur hum ne yahodiyo ke zimme taurath mein ye bath muqarrar kar di thi ke jan ke badle jan aur ankh ke badle ankh aur nak ke badle nak,aur kan ke badle kan,aur daanth ke badle daanth aur qaas zaqmo ka bhi badla hai,phir jo shaqs us ko maaf kar de tuh wo us ke liye kaffara hai aur jo log Allah ke nazil kiye hoe ke mutabiq, hukm7 na kare wahi log zalim hai