Surah Al-Maeda Verse 44 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaإِنَّآ أَنزَلۡنَا ٱلتَّوۡرَىٰةَ فِيهَا هُدٗى وَنُورٞۚ يَحۡكُمُ بِهَا ٱلنَّبِيُّونَ ٱلَّذِينَ أَسۡلَمُواْ لِلَّذِينَ هَادُواْ وَٱلرَّبَّـٰنِيُّونَ وَٱلۡأَحۡبَارُ بِمَا ٱسۡتُحۡفِظُواْ مِن كِتَٰبِ ٱللَّهِ وَكَانُواْ عَلَيۡهِ شُهَدَآءَۚ فَلَا تَخۡشَوُاْ ٱلنَّاسَ وَٱخۡشَوۡنِ وَلَا تَشۡتَرُواْ بِـَٔايَٰتِي ثَمَنٗا قَلِيلٗاۚ وَمَن لَّمۡ يَحۡكُم بِمَآ أَنزَلَ ٱللَّهُ فَأُوْلَـٰٓئِكَ هُمُ ٱلۡكَٰفِرُونَ
hum ne taurath nazil faramai hai,jis mein hidayath wa noor hai,yahodiyo mein isi taurath ke sath Allah tala ke manne wale ambiya (alaihissalam)aur ahalullaah aur ulema faisle karte thein, kyo ke unhe Allah ki us kitab ki hifazath ka hukm diya gaya tha aur wo us par eqrari gawah thein,ab tumhe chahiye ke logo se na daro aur sirf mera darr rakho,meri ayato ko thode thode mol par na becho,jo log Allah ki utari hoi wahi ke sath faisle na kare wo (pure aur puqta)kafir hai