Surah Al-Maeda Verse 46 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaوَقَفَّيۡنَا عَلَىٰٓ ءَاثَٰرِهِم بِعِيسَى ٱبۡنِ مَرۡيَمَ مُصَدِّقٗا لِّمَا بَيۡنَ يَدَيۡهِ مِنَ ٱلتَّوۡرَىٰةِۖ وَءَاتَيۡنَٰهُ ٱلۡإِنجِيلَ فِيهِ هُدٗى وَنُورٞ وَمُصَدِّقٗا لِّمَا بَيۡنَ يَدَيۡهِ مِنَ ٱلتَّوۡرَىٰةِ وَهُدٗى وَمَوۡعِظَةٗ لِّلۡمُتَّقِينَ
aur hum ne un ke piche isa bin maryam ko bheja jo apne se pehle ki kitab yani taurath ki tasdiq karne wale thein aur hum ne unhe injeel ata farmai jis mein noor aur hidayath thi aur wo apne se pehle ki kitab taurath ki tasdiq karti thi aur wo sara’sar hidayath wa nasihath thi paarsa8 logo ke liye