Surah Al-Maeda Verse 48 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaوَأَنزَلۡنَآ إِلَيۡكَ ٱلۡكِتَٰبَ بِٱلۡحَقِّ مُصَدِّقٗا لِّمَا بَيۡنَ يَدَيۡهِ مِنَ ٱلۡكِتَٰبِ وَمُهَيۡمِنًا عَلَيۡهِۖ فَٱحۡكُم بَيۡنَهُم بِمَآ أَنزَلَ ٱللَّهُۖ وَلَا تَتَّبِعۡ أَهۡوَآءَهُمۡ عَمَّا جَآءَكَ مِنَ ٱلۡحَقِّۚ لِكُلّٖ جَعَلۡنَا مِنكُمۡ شِرۡعَةٗ وَمِنۡهَاجٗاۚ وَلَوۡ شَآءَ ٱللَّهُ لَجَعَلَكُمۡ أُمَّةٗ وَٰحِدَةٗ وَلَٰكِن لِّيَبۡلُوَكُمۡ فِي مَآ ءَاتَىٰكُمۡۖ فَٱسۡتَبِقُواْ ٱلۡخَيۡرَٰتِۚ إِلَى ٱللَّهِ مَرۡجِعُكُمۡ جَمِيعٗا فَيُنَبِّئُكُم بِمَا كُنتُمۡ فِيهِ تَخۡتَلِفُونَ
aur hum ne aap ki taraf haq ke sath ye kitab nazil farmai hai jo apne se agli ktabo ki tasdiq karne wali hai aur un ki muhafiz hai,is liye aap un ke aapas ke mamlath mein isi Allah ki utari hoi kitab ke sath hukm ki jiye,is haq se hut kar un ki qwahisho ke piche na jaiye,tum mein se har ek ke liye hum ne ek dastor aur rah muqarrar kar di hai,agar manzor e maula hota tuh tum sub ko ek hee ummath bana deta,lekin us ki chahath hai ke jo tumhe diya hai us mein tumhe azmae,tum nekiyo ki taraf jaldi karo,tum sub ka rujo9 Allah hee ki taraf hai,phir wo tumhe har wo chiz bata dega jis mein tum eqtilaf karte rehte ho