Surah Al-Maeda Verse 49 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaوَأَنِ ٱحۡكُم بَيۡنَهُم بِمَآ أَنزَلَ ٱللَّهُ وَلَا تَتَّبِعۡ أَهۡوَآءَهُمۡ وَٱحۡذَرۡهُمۡ أَن يَفۡتِنُوكَ عَنۢ بَعۡضِ مَآ أَنزَلَ ٱللَّهُ إِلَيۡكَۖ فَإِن تَوَلَّوۡاْ فَٱعۡلَمۡ أَنَّمَا يُرِيدُ ٱللَّهُ أَن يُصِيبَهُم بِبَعۡضِ ذُنُوبِهِمۡۗ وَإِنَّ كَثِيرٗا مِّنَ ٱلنَّاسِ لَفَٰسِقُونَ
aap un ke mamlath mein khuda ki nazil karda wahi ke mutabiq hee hukm kiya ki jiye,un ki qwahisho ki tabedari na ki jiye aur un se hoshyar rahiye,ke kahi ye aap ko Allah ke utare hoe kisi hukm se idhar udhar na kare,agar ye log muh pher le tuh yaqin kare ke Allah ka irada yahi hai ke unhe unke baz gunaho ki saza de hee daa le aur aksar log na-farmaan hee hote hai