Surah Al-Maeda Verse 49 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Maedaوَأَنِ ٱحۡكُم بَيۡنَهُم بِمَآ أَنزَلَ ٱللَّهُ وَلَا تَتَّبِعۡ أَهۡوَآءَهُمۡ وَٱحۡذَرۡهُمۡ أَن يَفۡتِنُوكَ عَنۢ بَعۡضِ مَآ أَنزَلَ ٱللَّهُ إِلَيۡكَۖ فَإِن تَوَلَّوۡاْ فَٱعۡلَمۡ أَنَّمَا يُرِيدُ ٱللَّهُ أَن يُصِيبَهُم بِبَعۡضِ ذُنُوبِهِمۡۗ وَإِنَّ كَثِيرٗا مِّنَ ٱلنَّاسِ لَفَٰسِقُونَ
Pas (aey Muhammad)! Tum Allah ke nazil karda kanoon ke mutabiq in logon ke maamlaat ka faisla karo aur inki khwahishat ki pairwi na karo. Hoshiyar raho ke yeh log tumko fitne mein daal kar us hidayat se zarra barabar munharif na karne paye jo khuda ne tumhari taraf nazil ki hai.Phir agar yeh issey mooh moadein to jaan lo ke Allah ne inke baaz gunaahon ki padash mein inko mubtala e museebat karne ka irada hi karliya hai, aur yeh haqeeqat hai ke in logon mein se aksar faasiq hain