Surah Al-Maeda Verse 67 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maeda۞يَـٰٓأَيُّهَا ٱلرَّسُولُ بَلِّغۡ مَآ أُنزِلَ إِلَيۡكَ مِن رَّبِّكَۖ وَإِن لَّمۡ تَفۡعَلۡ فَمَا بَلَّغۡتَ رِسَالَتَهُۥۚ وَٱللَّهُ يَعۡصِمُكَ مِنَ ٱلنَّاسِۗ إِنَّ ٱللَّهَ لَا يَهۡدِي ٱلۡقَوۡمَ ٱلۡكَٰفِرِينَ
aye rasool jo kuch bhi aap ki taraf aap ke rab ki jaanib se naazil kiya gaya hai, pahoncha di jiye, agar aap ne aisa na kiya to aap ne Allah ki risaalath ada nahi ki aur aap ko Allah ta’ala logo se bacha lega, be-shak Allah ta’ala kaafir logo ko hidaayath nahi deta