Surah Al-Maeda Verse 68 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaقُلۡ يَـٰٓأَهۡلَ ٱلۡكِتَٰبِ لَسۡتُمۡ عَلَىٰ شَيۡءٍ حَتَّىٰ تُقِيمُواْ ٱلتَّوۡرَىٰةَ وَٱلۡإِنجِيلَ وَمَآ أُنزِلَ إِلَيۡكُم مِّن رَّبِّكُمۡۗ وَلَيَزِيدَنَّ كَثِيرٗا مِّنۡهُم مَّآ أُنزِلَ إِلَيۡكَ مِن رَّبِّكَ طُغۡيَٰنٗا وَكُفۡرٗاۖ فَلَا تَأۡسَ عَلَى ٱلۡقَوۡمِ ٱلۡكَٰفِرِينَ
aap keh di jiye ke aye ahle kitaab! tum dar asal kisi cheez par nahi, jab tak ke tauraath wa injeel ko aur jo kuch tumhaari taraf tumhaare rab ki taraf se utaara gaya hai qaayam na karo, jo kuch aap ki jaanib aap ke rab ki taraf se utra hai, wo un mein se bahuto ko sharaarath aur inkaar mien aur bhi badayega hee, to aap un kaafiro par ghamgeen na ho