Surah Al-Maeda Verse 94 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Maedaيَـٰٓأَيُّهَا ٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ لَيَبۡلُوَنَّكُمُ ٱللَّهُ بِشَيۡءٖ مِّنَ ٱلصَّيۡدِ تَنَالُهُۥٓ أَيۡدِيكُمۡ وَرِمَاحُكُمۡ لِيَعۡلَمَ ٱللَّهُ مَن يَخَافُهُۥ بِٱلۡغَيۡبِۚ فَمَنِ ٱعۡتَدَىٰ بَعۡدَ ذَٰلِكَ فَلَهُۥ عَذَابٌ أَلِيمٞ
Aey logon jo iman laye ho, Allah tumhein us shikar ke zariye se sakht aazmaish mein daalega jo bilkul tumhare haathon aur neizon(lances) ki zadh mein hoga, yeh dekhne ke liye ke tum mein se kaun ussey gayibana darta hai, phir jisne is tambeeh (warning) ke baad Allah ki muqarrar ki hui hadh se tajawuz kiya uske liye dardnaak saza hai