Surah Al-Anaam Verse 137 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamوَكَذَٰلِكَ زَيَّنَ لِكَثِيرٖ مِّنَ ٱلۡمُشۡرِكِينَ قَتۡلَ أَوۡلَٰدِهِمۡ شُرَكَآؤُهُمۡ لِيُرۡدُوهُمۡ وَلِيَلۡبِسُواْ عَلَيۡهِمۡ دِينَهُمۡۖ وَلَوۡ شَآءَ ٱللَّهُ مَا فَعَلُوهُۖ فَذَرۡهُمۡ وَمَا يَفۡتَرُونَ
aur isi tarah bahuth se mushrikeen ke qayaal mein un ke mabudo ne un ki aulaad ke qatl karne ko mus-tahsan19 bana rakha hai, ta ke wo un ko barbaadh kare aur ta ke un ke deen ko un par mushtaba20 karde aur agar Allah ko manzoor hota to ye aisa kaam na karte, to aap un ko aur jo kuch ye ghalath baatein bana rahe hai, yo hee rehne di jiye