Surah Al-Anaam Verse 138 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamوَقَالُواْ هَٰذِهِۦٓ أَنۡعَٰمٞ وَحَرۡثٌ حِجۡرٞ لَّا يَطۡعَمُهَآ إِلَّا مَن نَّشَآءُ بِزَعۡمِهِمۡ وَأَنۡعَٰمٌ حُرِّمَتۡ ظُهُورُهَا وَأَنۡعَٰمٞ لَّا يَذۡكُرُونَ ٱسۡمَ ٱللَّهِ عَلَيۡهَا ٱفۡتِرَآءً عَلَيۡهِۚ سَيَجۡزِيهِم بِمَا كَانُواْ يَفۡتَرُونَ
aur wo apne qayaal par ye bhi kehte hai ke ye kuch maweshi hai aur kheth hai jin ka istemaal har shaqs ko jaayez nahi, un ko koyi nahi kha sakta sivaaye un ke jin ko hum chaahe aur maweshi hai jin par sawaari ya baar braadari21 haraam kardi gayi aur maweshi hai jin par ye log Allah ta’ala ka naam nahi lete, mahez Allah par iftera baandhne ke taur par, abi Allah ta’ala un ko un ke iftera ki saza diye deta hai