Surah Al-Anaam Verse 138 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anaamوَقَالُواْ هَٰذِهِۦٓ أَنۡعَٰمٞ وَحَرۡثٌ حِجۡرٞ لَّا يَطۡعَمُهَآ إِلَّا مَن نَّشَآءُ بِزَعۡمِهِمۡ وَأَنۡعَٰمٌ حُرِّمَتۡ ظُهُورُهَا وَأَنۡعَٰمٞ لَّا يَذۡكُرُونَ ٱسۡمَ ٱللَّهِ عَلَيۡهَا ٱفۡتِرَآءً عَلَيۡهِۚ سَيَجۡزِيهِم بِمَا كَانُواْ يَفۡتَرُونَ
Kehte hain yeh jaanwar aur yeh khet mehfooz hain, inhein sirf wahi log kha sakte hain jinhein hum khilana chahein, halaanke yeh paabandi inki khud saaqta hai(by their claim). Phir kuch jaanwar hain jinpar sawari aur baar bardari (burden the backs) haraam kardi gayi hai aur kuch jaanwar hain jinpar Allah ka naam nahin letey. Aur yeh sab kuch inhon ne Allah par iftara (false fabrications) kiya hai, ankareeb Allah inhein in iftara pardaziyon ka badla dega