Surah Al-Anaam Verse 137 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anaamوَكَذَٰلِكَ زَيَّنَ لِكَثِيرٖ مِّنَ ٱلۡمُشۡرِكِينَ قَتۡلَ أَوۡلَٰدِهِمۡ شُرَكَآؤُهُمۡ لِيُرۡدُوهُمۡ وَلِيَلۡبِسُواْ عَلَيۡهِمۡ دِينَهُمۡۖ وَلَوۡ شَآءَ ٱللَّهُ مَا فَعَلُوهُۖ فَذَرۡهُمۡ وَمَا يَفۡتَرُونَ
Aur isi tarah bahut se mushreekon ke liye unke shareekon ne apni aulad ke qatal ko khushnuma bana diya hai taa-ke unko halakat mein mubtila karein aur unpar unke deen ko mushtaba(confusion) bana dein. Agar Allah chahta to yeh aisa na karte, lihaza inhein chodh do ke apni iftara pardaziyon mein lagey rahein