Surah Al-Anaam Verse 157 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamأَوۡ تَقُولُواْ لَوۡ أَنَّآ أُنزِلَ عَلَيۡنَا ٱلۡكِتَٰبُ لَكُنَّآ أَهۡدَىٰ مِنۡهُمۡۚ فَقَدۡ جَآءَكُم بَيِّنَةٞ مِّن رَّبِّكُمۡ وَهُدٗى وَرَحۡمَةٞۚ فَمَنۡ أَظۡلَمُ مِمَّن كَذَّبَ بِـَٔايَٰتِ ٱللَّهِ وَصَدَفَ عَنۡهَاۗ سَنَجۡزِي ٱلَّذِينَ يَصۡدِفُونَ عَنۡ ءَايَٰتِنَا سُوٓءَ ٱلۡعَذَابِ بِمَا كَانُواْ يَصۡدِفُونَ
ya yo na kaho ke agar hum par koyi kitaab naazil hoti to hum un se bhi zyaada raahe raasth par hote, so ab tumhaare paas tumhaare rab ke paas se ek kitaab waaze aur rehnumaayi ka zariya aur rehmath aa chuki hai, ab us shaqs se zyaada zaalim kaun hoga jo hamaari aayato ko jhota bataaye aur us se roke, hum jald hee un logo ko jo ke hamaari aayato se rokte hai, un ke us rokne ke sabab saqth saza denge