Surah Al-Anaam Verse 92 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anaamوَهَٰذَا كِتَٰبٌ أَنزَلۡنَٰهُ مُبَارَكٞ مُّصَدِّقُ ٱلَّذِي بَيۡنَ يَدَيۡهِ وَلِتُنذِرَ أُمَّ ٱلۡقُرَىٰ وَمَنۡ حَوۡلَهَاۚ وَٱلَّذِينَ يُؤۡمِنُونَ بِٱلۡأٓخِرَةِ يُؤۡمِنُونَ بِهِۦۖ وَهُمۡ عَلَىٰ صَلَاتِهِمۡ يُحَافِظُونَ
aur ye bhi aisi hee kitaab hai jis ko hum ne naazil kiya hai jo badi barkath waali hai, apne se pehli kitaabo ki tasdeeq karne waali hai aur ta ke aap makkah waalo ko aur aas paas waalo ko daraaye aur jo log aaqirath ka yaqeen rakhte hai aise log us par imaan le aate hai aur wo apni namaaz par mudaawa-math11 rakhte hai