Surah Al-Araf Verse 176 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Arafوَلَوۡ شِئۡنَا لَرَفَعۡنَٰهُ بِهَا وَلَٰكِنَّهُۥٓ أَخۡلَدَ إِلَى ٱلۡأَرۡضِ وَٱتَّبَعَ هَوَىٰهُۚ فَمَثَلُهُۥ كَمَثَلِ ٱلۡكَلۡبِ إِن تَحۡمِلۡ عَلَيۡهِ يَلۡهَثۡ أَوۡ تَتۡرُكۡهُ يَلۡهَثۚ ذَّـٰلِكَ مَثَلُ ٱلۡقَوۡمِ ٱلَّذِينَ كَذَّبُواْ بِـَٔايَٰتِنَاۚ فَٱقۡصُصِ ٱلۡقَصَصَ لَعَلَّهُمۡ يَتَفَكَّرُونَ
aur agar hum chaahte to us ko un aayato ki ba-daulat bulandh martaba kar dete lekin wo to dunya ki taraf maayel ho gaya aur apni nafsaani qaahish ki pairvi karne laga, so us ki haalath kutte ki si ho gayi ke agar tu us par hamla kare tabh bhi haampe ya us ko chohd de tabh bhi haampe, yahi haalath un logo ki hai jinhone hamaari aayato ko jhut laaya, so aap is haal ko bayaan kar di jye, shaayad wo log kuch sonche