Surah Al-Maeda Verse 42 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Maedaسَمَّـٰعُونَ لِلۡكَذِبِ أَكَّـٰلُونَ لِلسُّحۡتِۚ فَإِن جَآءُوكَ فَٱحۡكُم بَيۡنَهُمۡ أَوۡ أَعۡرِضۡ عَنۡهُمۡۖ وَإِن تُعۡرِضۡ عَنۡهُمۡ فَلَن يَضُرُّوكَ شَيۡـٔٗاۖ وَإِنۡ حَكَمۡتَ فَٱحۡكُم بَيۡنَهُم بِٱلۡقِسۡطِۚ إِنَّ ٱللَّهَ يُحِبُّ ٱلۡمُقۡسِطِينَ
ye kaan laga laga kar jhut ke sunne wale aur ji bhar bhar kar haraam ke khane wale hai, agar ye tumhare pas aae tuh tumhe eqtiyar hai qwah un ke aapas ka faisla karo,qwah un ko taal do,agar tum un se muh bhi pheroge tuh bhi ye tum ko hargiz koi zarar nahi pahocha sakte aur agar tum faisla karo tuh un mein adl wa insaf ke sath faisla karo,yaqinan adl walo ke sath Allah muhabbath rakhta hai